7 inspirational quotes by poet extraordinaire Atal Bihari Vajpayee

DNA Web Team | Updated: Aug 16, 2018, 04:54 PM IST

Atal Bihari Vajpayee first published a compilation of his poems in 1995.

Former prime minister Atal Bihari Vajpayee is also known for his ways with words. An orator par excellence, Vajpayee wrote extensively in Hindi. 'Meri Ikyavana Kavitaen' (1995), 'Sreshtha Kabita' (1997), Kya Khoya Kya Paya: Atal Bihari Vajapeyi, Vyaktitva Aur Kavitaen (Hindi Edition, 1999) are few of his poetic writings. He also collaborated with Jagjit Singh to bring out two albums -- 'Nayi Disha' in the year 1999 and 'Samvedna', in the year 2002.

COMMERCIAL BREAK
SCROLL TO CONTINUE READING

The 93-year-old, who ruled the country between 1998 to 2004 is now hospitalised in New Delhi's All India Institute of Medical Science (AIIMS) after complaints of urinary tract infection, low urine output and chest congestion.

He had once said,"One day you may become an ex-prime minister, but you will never become an ex-poet!"

Here's a look at some of his famous quotes/verses over the years.

Mere Prabhu! Mujhe itani oonchaai kabhi mat dena,

Gairon ko gale na lagaa sakoon, Itani rukhaai kabhi mat dena

Maut ki umar kyaa hai? Do Pal bhi nahi,

Zindagi silsila, aaj kal ki nahi

Hone, na hone ka kram, Isi tarah chalta rahega,

Hum hain, hum rahenge, Yeh bhram bhi sadaa paltaa rahega

Daanv par sab kuchh lagaa hai, ruk nahi sakate,

Rook sakate hain magar, hum jhuk nahi sakate

Kinchit nahin bhaybhit main,

Kartavya path par jo bhi mile, Yeh bhi sahi woh bhi sahi

Baadhaaen aati hain aaen, Ghiren pralay ki ghor ghataaen,

Paaon ke neeche, angaare, Sir par barasein yadi jwaalaen,

Nij haathon mein haste- hasate, Aag lagakar jalna hoga.

Kadam milakar chalna hoga.

Tute hue sapnon ki kaun sune siski,

Antar ki cheer vyatha palakon par thhithhki,

Haar nahi maanoonga, Raar nahi thhanoonga,

Kaal ke kapal pe likhta mitaata hoon,

Geet naya gaata hoon